॥ Doha ॥
Hreem Shreem Kleem Medha Prabha,
jeevan jyoti prachand।
Shanti kranti jagriti,
pragati,
rachna shakti akhand॥
Jagat janani mangal karani,
Gayatri sukh dhaam।
Pranavaun Savitri,
swadha swaha puran kaam॥
॥ Chaupai ॥
Bhur-bhuvah-svah Om yut janani।
Gayatri nit kalimal dahani॥
Akshar chaubis param punita।
isme base shastra,
shruti Geeta॥
Shashwat satoguni satroopa।
satya sanatan sudha anoopa॥
Hansarudh shwetambar dhari।
swarna kanti shuchi gagan bihari॥
Pustak,
pushpa,
kamandalu,
mala।
shubhra varn tanu nayan vishala॥
Dhyan dharat pulkit hiy hoi।
sukh upajat dukh-durmati khoi॥
Kamdhenu tum sur taru chhaya।
nirakar ki adbhut maya॥
Tumhari sharan gahain jo koi।
tar sakal sankat son soi॥
Saraswati Lakshmi tum Kali।
dipai tumhari jyoti nirali॥
Tumhari mahima paar na paven।
jo Sharad shatmukh gun gaven॥
Chaar Ved ki matu punita।
tum Brahmani Gauri Sita॥
Mahamantra jitne jag mahi।
kou Gayatri sam nahi॥
Sumirat hiy mein gyan prakasa।
aalas paap avidya nase॥
Srishti beej jag janani Bhavani।
Kaalratri varda kalyani॥
Brahma Vishnu Rudra sur jete।
tum son paven surata tete॥
Tum bhaktan ki bhakt tumhare।
jananihin putra pran te pyare॥
Mahima aparampar tumhari।
jai jai jai tripada bhayahari॥
Purit sakal gyan vigyana।
tum sam adhik na jag mein aana॥
Tumahin jaan kachhu rahai na shesha।
tumahin paay kachhu rahai na klesha॥
Jaanat tumahin tumahin hvai jai।
paras parasi kudhatu suhai॥
Tumhari shakti dipai sab thai।
mata tum sab thaur samai॥
Grah nakshatra brahmand ghanere।
sab gativan tumhare prere॥
Sakal srishti ki pran vidhata।
palak poshak nashak,
trata॥
Mateshwari daya vratdhari।
mam san tarain patki bhari॥
Ja par kripa tumhari hoi।
taapar kripa kare sab koi॥
Mand buddhi te buddhi bal pave।
rogi rog rahit hai javen॥
Daarid mite,
kate sab peera।
nashai dukh hare bhav bheera॥
Grih klesh chit chinta bhari।
nase Gayatri bhay hari॥
Santati heen susantati paven।
sukh sampati yut mod manaven॥
Bhoot pishach sabe bhay khaven।
yam ke doot nikat nahi aaven॥
Jo sadhava sumire chit lai।
achhat suhag sada sukhdai॥
Ghar var sukhprad lahain kumari।
vidhwa rahen satyavrat dhari॥
Jayati jayati Jagdamb Bhavani।
tum sam aur dayalu na daani॥
Jo sadguru son deeksha paven।
so sadhan ko saphal banaven॥
Sumiran karen suruchi bad bhagi।
lahai manorath grihi viragi॥
Ashta siddhi navnidhi ki data।
sab samarth Gayatri mata॥
Rishi,
muni,
yati,
tapasvi,
yogi।
aarat,
arthi,
chintit,
bhogi॥
Jo jo sharan tumhari aave।
so so man vanchhit phal pave॥
Bal,
buddhi,
vidya,
sheel swabhau।
dhan,
vaibhav,
yash,
tej,
uchhau॥
Sakal badhen upajen sukh nana।
jo yah path karai dhari dhyana॥
॥ Doha ॥
Yah Chalisa bhakti yut,
path karen jo koy।
Taapar kripa prasannata,
Gayatri ki hoy॥
The Gayatri Chalisa is a devotional hymn dedicated to Maa Gayatri,
revered as the Mother of the Vedas and the presiding deity of the Gayatri Mantra।
considered the greatest of all mantras. Reciting it at sunrise is considered especially auspicious for wisdom and spiritual growth॥






